Site icon Tej Babas

Bajaj Pulsar 150 : New Year Offer Sirf 3790 Rupees Mein Ghar Le Jaye Bike, Janiye Kya Hai Mamla

Bajaj Pulsar 150

Bajaj Pulsar 150

Bajaj Pulsar 150 New Year Offer : Aagar Aap iss new year par agar new bike Leni ki soch rahe ho toh yeh post apke liye Sahi sabit ho sakti hai, iss naye saal ke liye sabhi company’s bike par bahut jabardast Offers or EMI plan De rahi hai. Or isse dekhte huye Pulsar 150 par naye company emi plan jari kar diya hai, jise aap bahut kam Down payment bharke asan kisto par Pulsar 150 apne Ghar le ja sakte ho.

Bajaj Pulsar 150 On Road Price Kya Hai

Bajaj Company kai saalo se market mein apna Raj banaye huye hai, or iss Bajaj company ko apne performance ki vajah se jana jata hai, or iss bike ki price 1.10 lakh ex showroom se shuru hokar 1.15 lakh on road price tak jati hai, yah bike 5 gear box ke sath Market aai hai, or iss bike ki top speed 115km/h ki hai, or yeh bike 6 colour ke sath or 2 verient ke sath Bharat ke market mein mojut hai, or isike saath hi bike mein 15 Lt ki petrol taki company ne di hai, company batay hai ki bike ka average 47 kmpl ka hai.

Bajaj Pulsar 150 EMI Plan

Pulsar 150 Ko Buy karne ka plan aap bhi kar rahe ho toh ye sabse aacha chance apke liye hai, or agar iss bike ko kharide ke liye apke pass itne paise nahi toh aap isse loan par bhi kharid sakte ho voh bhi bahut kam Down Payment ke saath jisme aapko 13000 Down payment bharke 36 Month ki EMI kara sakte ho, isme per month apko 3790 Rupees ki 9.7 interest rate ke sath har mahine bank mein jama karva ni hogi, or total Bank loan amount 1,17,960 rupees ki ho gayegi.

Bajaj Pulsar 150 Bike Engine

Pulsar 150 ka engine ki agar baat kare toh 149.5 cc Air cold single silender diya jata hai, jo ki fuel Injector or BS 6 – 2.0 Engine ke sath jod Diya hai, yah engine 13.8 BHP ki takat or 13.4 NM ko tolk Generate karti hai, or isike saath hi iss bike mein 5 gear box diye hai, or iss ka Wait 148 Kg Hai.

Bajaj Pulsar 150 Suspension Or Break

Bike Pulsar 150 ke suspension or break ke system mein kam karne ke liye isme aage ki or 31mm telisfopik fork suspension or piche ki taraf twin showrk suspension ka istemal kiya hai.

Or iske alava breaking system mein aagi ki or 280 Disc break or piche ki taraf 230mm disc brake ka upyog kiya hai.

Bajaj Pulsar 150 Compition

Bajaj Pulsar 150 ka mukabla Indian Market mein Aprilia SR 125 or vepsa ZX 125 jaise Bike Ke saath ho raha hai.

Exit mobile version