IND Vs SA 3rd ODI : Team India South Africa ko harakar ODI series apne naam kar diya hai, or sath hi mein team India ke naam ek record bhi judh gaya hai, ki 1 saal mein sabse jyada ODI series jitne ka team India ODI mein sabse jyada match jitkar dusri team Bani hai.
India Vs South Africa : Team India ne South Africa ko dusri bar ODI series hara diya hai, Virat Kohli ke baad Kl Rahul second captain Bane hai, jinone apne captain ni mein South Africa mein jakar South Africa ko ODI series mein haraya hai, team India ne South Africa ke khilab ODI series mein se last vala ODI match 78 run se jeet liya hai, or team India ne series ko apne naam kar diya hai.
IND Vs SA 3rd ODI : Team India Ne Jite Hai 2023 Ke Sabse ODI Match
India Vs South Africa ke bich last ODI jitkar 2023 mein team India ke iss saal ke sabhi ODI match khatam ho chuke hai, saathi mein iss saal team India ne ODI format mein kamal ka record bhi apne naam kar diya hai, team India ne iss saal mein kul 27 odi match jeet chuke hai, isse team India 2023 mein sabse jyada ODI match jitne vali dusri team Bani hai, aapko bata de ki team India ke liye yeh saal kafi accha Raha hai, team India ne apne Ghar mein bahara jakar ODI match jeet liye hai.
Konsi Team Se Rah Gai Piche Team India
2023 mein team India ODI Asia Cup mein kafi jabardast performance kiya tha, or kai match jite the, uske baad ODI World mein team ka kamal performance raha tha or team India semi final tak gai thi leki Final match mein team India ko Australia ke samne har ka samna karna pada tha, toh isliye team India World champion nahi ban pai, lekin fir bhi Team India 2023 mein sabse jyada ODI match jitne vali team ban gai hai
Or sath hi kisi ek saal mein sabse jyada ODI match jitne vali team India dusri team ban chuki hai, lekin iss list mein top vali team Australia hai, Unone Sabse Jyada ODI match jitkar iss saal ka sabse jyada ODI jeetne vali team ka record apne naam kar diya hai.
Janiya 1 Saal Mein Kiss Team Ne Kitne ODI Match Jeete
1) Australia – 2023 – 30 ODI Match Mein Jeet
2) Bharat – 2023 – 27 ODI Match Mein Jeet
3) Australia – 1999 – 26 ODI Match Mein jeet
4) South Africa – 1996 – 25 ODI Match Mein Jeet
5) South Africa – 2000 – 25 ODI Match Mein jeet