Tej Raftaar ke sath Market mein bijli banakar tutegi Mahindra Ki SUV car, aab ye Mahindra ki company Automobile Sector mein apne Majbut or Tagdi gadi ke liye bahut hi aachi batai ja rahi hai, jisme Consumer ko power full engine ke sath Shandaar Feature bhi diye gaye hai, uss bich aab hamare Market mein Electric gadiya ki High demand ki badti hi ja rahi hai.
Table of Contents
Mahindra XUV 400 Electric SUV Ke Feature
Yeh Mahindra XUV electric suv mein costumer ki suvidha ke liye ek se badkar ek shandar or dhasu feature bhi diye ja rahe hai, aab ye car digital speedometer, Audometer, power staring, staring display, power AC, power Mirror, power window, digital control, digital instument, edilook system, 10.5 inch ki tich screen display, 360 Digree camera, reverse camera, Blutooth connectivity, GPS System, internet Connectivity, or mobile connectivity, jaise feature bhi najar aane vale hai.
Mahindra XUV 400 Electric SUV Battery
Aab yeh Mahindra XUV 400 Electric SUV mein 40 Kwh ki leethiem aayan battery ka prayog bhi Kiya ja raha hai, jiski shayta se ye car mein 480km tak ki Range bhi najar aati hai, jiske sath hi aab yeh car mein 7Kw ka BLDC Motor bhi di ja rahi hai, aab yeh car ko aab 140Km per hours ki raftar se chalne mein madat bhi karti hai, aapko bata de ki aab car ko charge karne mein lagbhag 1 Hours ka hi time lagta hai.
Mahindra XUV 400 Electric SUV Price
Aapke janakari ke liye aapko bata de ki, aab yeh company drawra Mahindra XUV 400 Electric SUV ki starting Range ( 14.56 ) Lakh batai ja rahi hai, aise mein ye car hamare Market available bahut si electric gadiya se bahut hi shandaar option bhi sabit karti hai, usi karan se costumer grahak aise bahut hi adhik pasand bhi kar lete hai, 480km ki renge raftar ke sath Market mein bijli banakar tutne vali hai.