New Rules For UPI Payment 2024 : 1 January 2024 se ek bada niyam badal Raha hai, or aap bhi unn logo mein se ho Jo jeb main cash nahi rakhte ho toh or jyada tar payment karne ke liye Jyada tar online platform ka use karte ho toh yeh Article jarur pade, Darsal 31 December ke baad NPCI un I’d ki block kar dega, jisne last year koi bhi transaction nahi kiya huva hai, national payment corporation of India ( NPCI ) Ne Ghosna Ki hai.
Apki UPI I’d ko inactive kar diya jayega, sabhi bank’s, Paytm, phone pay, Google pay jaise thirt party aap un I’d ko block karne ja rahi hai, jisme ek saal se koi len den nahi kiya ho.
New Rules For UPI Payment 2024 In Hindi
Yadi apke koi bhi UPI I’d se Credit card and Debit card join nhi karaya hai toh aapki UPI I’d band kardi jayengi, new saal se koi bhi costumer iss I’d se UPI nahi chala payenge, NPCI Sabhi Bank Or third party apps ko iss UPI I’d ki pahichan karne ke Liye 30 December Tak time Diya tha, Apki bank ape UPI I’d ko band karne se pahile aapko Email ya Massage karke Jankari Degi.
RBI New Rules For UPI
NPCI ka kahna hai ki iss naye niyam se galat costomer ke Account paise transfer hone se roka ja sakta hai, iss saal iske kai tarah se Mamle samne aa gaye the, log aksar new phone se Judi UPI I’d ko band karne ke alava apna mobile number change karate hai, Halaki pichli UPI I’d iss number se Judi rahti hai, isliye galat transaction ki sambhavna Bahut badh jati hai, naye niyam ke baad new saal se iss khatre koi dar logo ke man mein nahi rahne vala hai.