Nokia Magic Max 5G New Launch Date In India
Nokia Magic Max 5G New Launch : Nokia Users Ke liye bahut badi good news hai, Shandaar smartphone ke sath come back kar Raha hai, nokia ek jamane mein sabka chahita smartphone kiya karta tha, lambe samay se nokia primary phone launch kar pa raha tha iss samay khabar aa rahi hai ki, Nokia 5G sath Market mein entry karne vala hai, agar aap bhi nokia phone ke fans hai, toh iss article mein last tak Bane rahe, apko Nokia 5G smartphone ki All Details iss article mein milegi Toh chaliye shuru karte hai.
Contents
Nokia Magic Max 5G Specification
Nokia ka yeh 5G smartphone Android V13 Ke sath launch hoga, agar aaab bhi iss phone ko kharidne ki soch rahe ho toh iske specifications ko jarur pade lijiye, khabro mein bataya ja raha hai ki, yeh phone 200 mp primery camere or 67w ki fast charging ke sath launch hoga niche table mein jarur pade iske specifications.
Category | Specification |
---|---|
General | Android v13 In Display Fingerprint Sensor |
Display | 6.7-inch, AMOLED Screen 1080 x 2400 Pixels, 409 PPI |
Brightness 400 Nits (typ.), 700 Nits (Peak) | |
Gorilla Glass Victus | |
120Hz Refresh Rate | |
Punch Hole Display | |
Rear Camera | 200MP + 13MP Dual Rear Camera With OIS |
1080p FHD Video Recording | |
Front Camera | 32MP |
Technical | Qualcomm Snapdragon 8+ Gen 1 Chipset, 3.2 GHz Octa Core |
RAM | 16GB |
Internal Storage | 256GB, Memory Card Not Supported |
Connectivity | 4G, 5G, VoLTE |
Bluetooth v5.3, WiFi, NFC | |
USB-C v2.0 | |
Battery & Charger | 5000mAh Battery, 67W Fast Charging Support |
Nokia Magic Max 5G Display
Nokia smartphone 5G Ane vale smartphone mein agar display ki baat kare toh, iss phone mein 6.7 inch ka AMOLED bada display de sakti hai, jiska regulations size 1080×2400 pixel ka hoga, or pixel density 409 PPL iske alava 700 nits ka screen brightness or screen security ke Liye Gorilla Glass Victus ka protection diya ja sakta hai, or saath hi 120hz ka refresh rate Punch Hole Display mil sakta hai.
Nokia Magic Max 5G Camera
Nokia smartphone 5G mein agar camera quality ki baat kare toh, iss phone mein apko 200MP + 13MP Ka Dual Primary camera dekhno mil sakta hai, Primary camera ki madat se 1080p FHD mein video recording kar sakte hai, or aage front camera ki baat kare toh 32MP camera milne ki high chance hai, selfie camera ki madat se aap 1080p FHD mein video recording kar sakte hai.
Nokia Magic Max 5G Processor
Nokia Ki iss new smartphone mein agar processor ki baat kare toh, apko Qualcomm Snapdragon 8+ Gen 1 Chipset, 3.2 GHz Octa Core ka bahut shandaar processor dekhne ko mil sakta hai.
Nokia Magic Max 5G Battery & Charger
Nokia Iss smartphone mein apko battery or charger aachi mil sakti hai, iss phone mein apko 5000mh ki badi battery back up mil sakti hai, or change karne ke liye 67w ka fast charging support USB C Type port ke sath mil sakta hai, iss phone ko full charge hone mein 35 to 40 minutes ka samay lag sakta hai, ek baar full charge hote hi aapk iss 7 se 8 hours Tak use kar sakte hai.
Nokia Magic Max 5G Price In India
Nokia ka iss smartphone ki price aabhi list nahi huyi hai, halaki technology website smartprix ke mutabit nokia company apne iss phone ko 45000 to 55000 Thousand Rupees ke bich launch karne vali hai.
Nokia Magic Max 5G Competition
Agar aap Nokia Magic Max 5G ke competition ke baat kare toh, nokia ki iss smartphone ko Indian Market mein iPhone 14 or iPhone 15 Pro Max se hoga yah phone apple ki taraf se popular primary smartphone hai.