Poco X6 Series Launch : Poco aaj India mein poco series launch karne vali hai, yeh series sham 5.30 PM ko Launch kar di jayegi, Launch invent ko aap kaise dekh payege or iss phone kya kya features available hai aaiye jante hai vistar se iss article ko last tak jarur pade.
Table of Contents
Poco X6 Series Launch In India : Chini Smartphone brand aaj India mein poco series launch karne vala hai, Aaj sham thik 5.30 baje Poco X6 Series ko launch karne vali hai, iss series ke tahat 2 smartphone launch hone vale hai, jisme Poco X6 or Poco X6 Pro shamil hai, dono hi phone ke specs launch se pahile leak ho chuke hai, yaha tak kuch logon iss mobile ki price bhi share ki hai, iss sab ke bare mein bam ham apko details mein jankari pradan Karenge poco iss launch ko apne YouTube channel ke jariye Live dekhana vala hai,
Poco X6 Series Launch Price In India
Apko Bata de ki Poco X6 ki price India mein ( 25000 ) Rupees ho sakti hai, yeh smartphone India mein 11 Jan 2024 mein hone vala hai, yeh smartphone bahut hi jabardast hone vala hai.
Poco X6 Specifications Table
Specifications | Details |
---|---|
Processor | MediaTek Dimensity 8300 Ultra, Octa-core |
CPU Speed | 3.35 GHz (Single Core), 3.2 GHz (Tri-core), 2.2 GHz (Quad-core) |
RAM | 8 GB |
Display | 6.67 inches OLED, 1220×2712 px (446 PPI), 120 Hz Refresh Rate, Bezel-less with punch-hole |
Rear Camera | 64 MP Wide, 8 MP Ultra-Wide, 2 MP Macro, LED Flash, 4k @30fps Video Recording |
Front Camera | 16 MP Wide, Full HD @30 fps Video Recording |
Battery | 5500 mAh, 90W Fast Charging, USB Type-C port |
General | Nano SIM1, Nano SIM2, 5G Supported in India |
Storage | 256 GB internal storage, Non-expandable |
Poco X6 Display
Aapko Bata de ki Poco X6 Ka display apne price ke hisab se bahut hi jabardast diya hai, Poco X6 ka 6.67 inches OLED Screen diya hai, Iss Phone ka 1220 x 2712 pixels diya hai, phone mein 446 ppi, 120 Hz Refresh Rate diya hai. Jo phone smooth chalne mein madat karta hai. Bezel Les ke sath Punch Hole Display diya hai.
Poco X6 Camera
Phone ke Agar camera ki baat kare toh, toh isme aapko Triple Rear Camera: 64 MP + 8 MP + 2MP camera mil jata hai, primary camera ke sath 4K UHD Video Recording kar sakte hai, toh front camera ki baat kare toh isme aapko 16 MP dekhno mil jayega.
Poco X6 Processor
Poco X6 mein company ne processor Accha lagay hai, iss phone mein aapko Mediatek Dimensity 8300 Altra, Octa Core Processor mil jata hai, iss phone mein apko 8 GB RAM or 256 GB Inbuilt Memory rahne vali hai. Yeh phone 5G ko support karta hai.
Poco X6 Bettery And Charger
Apko bata de ki Poco X6 smartphone mein apko 5500 mAh ka bada battery life dekhno mil jayega toh vahi charge karne ke liye 90 W Fast Charge C type ke sath dekhno mil jayega.
Iss phone ko 100% charge hone mein 10 se 20 minutes lag sakta hai. Or aap Aram se 8 se 10 ghata use kar sakte hai.