Salaar Box Office Collection Day 2 : Salaar Film ka intezar fans kafi time kar rahe the, salaar movie ka intjar bade lambe samay se fans kar rahe the, iss Film mein hame South ke super Star prabhas dikh jayenge South ke super Star prabhas ne salaar Film kafi takdi Acting ki hai, Action or Thriller se bhara hai salaar Film, prabhas ki Film pan India dikhaya jata hai, foreign country mein bhi prabhas ki aachi fans following hai, or prabhas ki Film worldwide acha khasa business karti hai.
Salaar Film
Halaki prabhas ki pichli film Bhagwan Ram ke upper thi, uss film ne kuch khas Kamal nahi kiya tha, Audience ne samjakr uss film alochna ki thi, South ke super Star prabhas ko apne pichle Film se kafi nirasha hath lagi thi, aab prabhas ki sari umid apne salaar Film se hai, lekin prabhas ki iss Film ke liye kafi badi chunoti bhi hai, chuno ti Dena vala Bollywood ke King Khan Shahrukh Khan hai, unki 2023 ki last film Dunki release ho gai hai, or sath mein Salaar bhi hai, toh dekhna vali baat yeh rahegi kya kon jeet tha hai kon harta hai.
Salaar Box Office Collection Day 2 Par Kitna Huva
Ek report ke mutabit Salaar Film ne Total 18.52 Cr ka Box Office par collection kiya hai.
Film ne apne 1st day par Takriban 95 Cr ka Box Office par collection kiya tha.
Salaar Movie Director
Iss Film ko Prashant Neel ne direct Kiya hai, Prashant Neel ek femous director hai, apne Film mein alag alag experiment karte rahte hai, isnone salaar Film mein bhi alag alag experiment kiye hai, Salaar movie ko Prashant Neel ne alag tarike se banaya hai, Prashant Neel ka manna hai ki Audience ko film kafi pasand ane vali hai, yeh ane vale film mein record ban sakti hai.
Salaar Movie Ka Budget Kya Hai
Agar Ham Film ke budget mein najar Dale toh yeh film 400 cr mein bani hai, yah akada bahut bada mana jata hai, aap Dekhne vali baat yeh ki yeh film 400 cr ke upper box office par collection kar pati hai ya nahi agar yeh film chal gai toh bahut jabardast box office par collection kar sakti hai, lekin Shahrukh Khan ki Dunki Film chal gai toh salaar Film ko kafi mushkil mein dal sakti hai.