Site icon Tej Babas

Salaar Box Office Collection Day 29 : Prabhas Ki Salaar Movie Kya Fail Ho Rahi Hai

Salaar Box Office Collection Day 37

Salaar Box Office Collection Day 37

Salaar Box Office Collection Day 29 : Prabhas Ki Salaar movie ne box office par accha collection kara hai, lekin film ka collection aab kam hota dikh raha hai, film se shuru ke days mein accha collecton kiya hai, prabhas ki Film 400 cr club mein Shamil ho gai hai, prabhas ki Film ko worldwide bhi kafi jyada pasand kiya jata hai.

Salaar Box Office Collection Day 29

Prabhas ki salaar Film ( 22 December ) ko cinema gharo mein release ho gai thi, film release hone ke baad se record thod rahi hai, iss Film ko apne release se pahile din se hi bahut jabardast Response mil raha hai, or isike saath Film ne Box Office par shandaar collection bhi kiya hai, or toh or yah film working day mein bhi jabardast performance kar rahi hai, toh chaliye janate hai ki salaar ne 29 day par kitna collection kiya hai.

Salaar Days 29 Box Office Collection

Salaar Film prabhas ke liye comeback film sabit Hui hai, isse pahle prabhas ki kai films back to back flop Rahi hai, lekin Salaar ne Shandaar opening ki or film Box Office par accha collection kar rahi hai, Action Thriller Salaar Film Ne Audience ka dil jeet liye hai, 
Ek report ke mutabit Salaar Film Ne Apne 29 Din Par 2 lakh ka Box Office collection kiya hai. Isike saath Film ki total kamai 405.40 cr ho gai hai.

Salaar Cast

Salaar Film mein hame casting ke rup mein hame dher sari actor mil jayenge, iss Film mein South super Star prabhas hame Lead role mein dikh rahe hai, prabhas ko apne iss Film kafi umid hai, film mein hame sukumar bhi dikhenge toh female actress mein Sonakshi Chowdary or Shruti Hasan dikhne vale hai, yeh sare milkar salaar Film Box Office par jabardast kamai kar kar dene vale hai.

Salaar Film Director

Iss Film ko Prashant Neel ne direct Kiya hai, Prashant Neel ek femous director hai, apne Film mein alag alag experiment karte rahte hai, isme salaar Film mein bhi alag alag experiment kiye hai, Salaar movie ko Prashant Neel ne alag tarike se banaya hai, Prashant Neel ka manna hai ki Audience ko film kafi pasand ane vali hai, yeh ane vale film mein record ban sakti hai. Shahrukh Khan ki Dunki Film ke ek din baad Salaar Film release ki gai thi, or dono film mein clash ho Gaya hai, iske baad bhi salaar Film par collection ke mamle mein koi bhi asar nahi pada hai, lekin Dunki ko piche chodte huye kafi aage nikal chuki hai.

Salaar Movie Ka Budget

Agar Ham Film ke budget mein najar Dale toh yeh film 400 cr mein bani hai, yah akada bahut bada mana jata hai, aap Dekhne vali baat yeh ki yeh film 400 cr ke upper box office par collection kar pati hai ya nahi agar yeh film chal gai toh bahut jabardast box office par collection kar sakti hai, lekin Shahrukh Khan ki Dunki Film chal gai toh salaar Film ko kafi mushkil mein dal sakti hai.

Exit mobile version