Site icon Tej Babas

Salaar Box Office Collection Day 4 | Salaar Film Ne Box Office Par Dhamaka Macha Diya Hai, Film 450 Cr Ke Par Poch Gai

Salaar Box Office Collection Day 25

Salaar Box Office Collection Day 25

Salaar Box Office Collection Day 4 : prabhas ki Film Salaar part 1 cinema gharo mein Dhamaka macha Diya hai, film ne apne 4 day mein 250 cr ka collection kiya hai.

Salaar Box Office Collection Day 4 Ki Kamai

Prabhas or sukumar ki 22 December ko Cinema Gharo mein release hoyi Salaar Film ne Box Office par jabardast kamai ki hai, iss film ko Audience ka Jabardast pyar mil Raha hai, or iske sath ye film jabardast kamai kar rahi hai.

Salaar Ne Apne Release Ke 4 Day Mein Kitna Collection Kiya

Salaar Film ko 5 lengues mein release Kiya Gaya tha, Telugu, Tamil, kannad, Maliyamam, Hindi or film cash register mein Dhamaka kar rahi hai, last week se jabse Cinema Gharo mein aai hai, tab yeh film Box Office par jabardast kamai kar rahi hai, film ke Kamai ki baat kare toh film ne apne 1st day par 90.7 Cr ka shandar collection kiya tha, or saal ka opening mein jabse jyada kamai karne vali 1st film ban chuki hai, toh vahi dusre din 56.35 cr ka collection kiya tha, tisre din salaar Film ka collection 60.05 cr ka tha, or aab release ke 4 Day ke Aakde samne aa gaye hai.

Satnik ke report ke mutabit Salaar Film ne apne release ke 4 day mein 42.50 cr ka collection kiya hai. Isike saath salaar Film ka 4 days ka collection yeh raha.

Salaar Day 1 – 90.7 Cr
Salaar Day 2 – 56.35 Cr
Salaar Day 3 – 62.05 Cr
Salaar Day 4 – 42.50 Cr
4 Day Total Collection = 251.6 Cr

Aab Dekhna Yeh hai ki salaar Film Dunki ko kitna piche chodti hai, or Desh bhar mein kitna collection kar pati hai.

Salaar Film Ne Worldwide 400 Cr Ka Collection Kiya Hai

Salaar Film Desh mein nahi balki duniya bhar mein Dhamaka macha Diya hai, or jabardast kamai kar rahi hai, iss Film ne Global box office par sirf 3 days mein 400 cr ka Shandaar collection kiya hai, mekers Social media par announcement Kiya hai ki film ne worldwide sirf 3 days mein 402 cr ka collection kiya hai, toh Monday ke din yeh film 450 cr ke upper Jane ki umid lagai ja rahi hai.

Salaar Film Director

Iss Film ko Prashant Neel ne direct Kiya hai, Prashant Neel ek femous director hai, apne Film mein alag alag experiment karte rahte hai, isme salaar Film mein bhi alag alag experiment kiye hai, Salaar movie ko Prashant Neel ne alag tarike se banaya hai, Prashant Neel ka manna hai ki Audience ko film kafi pasand ane vali hai, yeh ane vale film mein record ban sakti hai. Shahrukh Khan ki Dunki Film ke ek din baad Salaar Film release ki gai thi, or dono film mein clesh ho Gaya hai, iske baad bhi salaar Film par collection ke mamle mein koi bhi asar nahi pada hai, lekin Dunki ko piche chodte huye kafi aage nikal chuki hai.

Salaar Movie Ka Budget

Agar Ham Film ke budget mein najar Dale toh yeh film 400 cr mein bani hai, yah akada bahut bada mana jata hai, aap Dekhne vali baat yeh ki yeh film 400 cr ke upper box office par collection kar pati hai ya nahi agar yeh film chal gai toh bahut jabardast box office par collection kar sakti hai, lekin Shahrukh Khan ki Dunki Film chal gai toh salaar Film ko kafi mushkil mein dal sakti hai.

Exit mobile version