Salaar Box Office Collection Day 8 : Prabhas ki salaar movie ne box office par Dhamaka macha Diya hai, or film Jamkar Paisa Kama rahi hai, yeh film aab apne Ghar ke box office par 300 cr ka collection par kar chuki hai.
Content
Salaar Box Office Collection Day 8
Prabhas ki salaar part 1, 22 December ko cinema gharo mein release ho gai thi, film release hone ke baad se record thod rahi hai, iss Film ko apne release se pahile din se hi bahut jabardast Response mil raha hai, or isike saath Film ne Box Office par shandaar collection kiya hai, or toh or yah film working day mein bhi jabardast performance kar rahi hai, toh chaliye janate hai ki salaar ne 8 day par kitna collection kiya hai.
Salaar Film Box Office Collection Days
Salaar Film prabhas ke liye comeback film sabit Hui hai, isse pahle prabhas ki kai films back to back flop Rahi hai, lekin Salaar ne Shandaar opening ki or film Box Office par collection jari hai, Action Thriller Salaar Film Ne Audience ka dil jeet liye hai, toh isliye salaar weekend par bhi nahi balki working day par bhi salaar aacha kamai kar rahi hai, agar Film ki kamai ki baat kare toh salaar ne Release ke Pahile din 90.7 cr ka collection kiya tha, toh vahi dusre din film ne 56.35 cr ka collection kiya.
Apne tisre din 62.05 cr ka collection or 4th day ka collection 46.3 cr ka huva, pachve din 24.9 cr ka collection kiya hai, toh vahi film ka six day ka collection aakde samne aa gaye hai, Ek report ke mutabit Salaar Film Ne Apne 8 Day Par 10 cr ka Box Office collection kiya hai, or isike saath Film ki total kamai 318 cr ki ho gai hai.
Salaar Movie Collection Day Table
Day | India Net Collection (in Cr) |
---|---|
1st Thursday (Day 1) | ₹ 90.7 |
1st Saturday (Day 2) | ₹ 55.00 |
1st Sunday (Day 3) | ₹ 64.07 |
1st Monday (Day 4) | ₹ 42.50 |
1st Tuesday (Day 5) | ₹ 23.50 |
1st Wednesday (Day 6) | ₹ 17.00 |
1st Thursday (Day 7) | ₹ 13.50 |
2nd Friday (Day 8) | ₹ 10.00 |
Total | ₹ 318 |
Salaar Film Director
Iss Film ko Prashant Neel ne direct Kiya hai, Prashant Neel ek femous director hai, apne Film mein alag alag experiment karte rahte hai, isme salaar Film mein bhi alag alag experiment kiye hai, Salaar movie ko Prashant Neel ne alag tarike se banaya hai, Prashant Neel ka manna hai ki Audience ko film kafi pasand ane vali hai, yeh ane vale film mein record ban sakti hai. Shahrukh Khan ki Dunki Film ke ek din baad Salaar Film release ki gai thi, or dono film mein clesh ho Gaya hai, iske baad bhi salaar Film par collection ke mamle mein koi bhi asar nahi pada hai, lekin Dunki ko piche chodte huye kafi aage nikal chuki hai.
Salaar Film Budget
Agar Ham Film ke budget mein najar Dale toh yeh film 400 cr mein bani hai, yah akada bahut bada mana jata hai, aap Dekhne vali baat yeh ki yeh film 400 cr ke upper box office par collection kar pati hai ya nahi agar yeh film chal gai toh bahut jabardast box office par collection kar sakti hai, lekin Shahrukh Khan ki Dunki Film chal gai toh salaar Film ko kafi mushkil mein dal sakti hai.