Site icon Tej Babas

Tesla : Dicide 20 Lakh Vehicle Recall | Ke Update Ki Vajah Se Accident Hone Ka Khatara

Tesla

Tesla

Tesla Model S Or Model X Car ko telsa company market se vapas maga rahi hai, iss gadiyo mein accident ke vakth door Unlock hokar kholne ka khatra hai.

Last week mein America mein Company ne apne sabhi 20 lakh se jyada cars ko vapas recall Kiya Gaya tha, Autopilot advance Driver assistant system mein naye suraksha upay karne ke liye Company ne apne sabhi cars ko recall Kiya hai.

Tesla Dicide 20+Lakh Cars Recall

Arab pati Elon Musk Ki company America mein 120,000 se adhik Model S Or Model X cars ko market vapas lena ke fesla Kiya hai, iss car mein accident ke samay door Unlock hokar kholne lagte hai, or isme bahut bada jokhim hone ka khatra hai.

Toh isse dekhte huye Elon Musk Ki Company ne abhi card Recall karne fesla Kiya hai. Routers ke report ke mutabit national Highway traffic sefty administration ka kahna hai ki Tesla na Model ( 2021-2023 ) ke liye over the Air (OTA) Software jari kiya hai, jo site effect protection ke liye federal security ka palan nahi karta hai.

Tesla Ne NHTSA Kya Kaha

Company Ne NHTSA apne filing mein kaha ki iss Month Suruvat mein usne ek routine crash test ke dwaran crash mein damage nahi hone vale hisse par emfact ke baad ek cabin ka door kholte huye dekha hai, test vehicle lockout ke Bina chal Raha tha.

Company ne yah paya ki fesnalety anjane mein 2021 ke akhir mein release hona shuru ho gaye huye software ki update mein chuth gai thi. Tesla company ka yeh kahna hai ki iss issue ko lekar koi warranty claim kiya gaya hai ya nahi, koi accident huye hai ya nahi, isse lekar unke pass koi khabar nahi hai.

Exit mobile version