Vivo V30 Pro Hindi Review : New Year’s par Vivo company apne ek or smart phone Vivo V30 Pro lonch karne vali hai, yeh bahut hi jabardast features ke saath aata hai, naye saal mein kai tarah ke offer dekhno ko mil sakte hai. naye saal mein yeh smartphone mein offer bhi dekhno mil sakta hai, halaki Aisa koi company announced mein toh ki lekin vo sakta hai offers bhi nikal de, Toh aaj ke iss article mein ham Jane hai Vivo V30 Pro Ke bare mein toh chale shuru karte hai.
Contents
Vivo V30 Pro Hindi Review & India Price
Apko Bata de ki Vivo V30 Pro ki price India mein ( 42990 ) Rupees ka ho sakti hai, yeh smartphone India mein Jaldi hi lonch hone vala hai, agar yah phone ki baat kare yah smartphone bahut hi jabardast hone vala hai.
Vivo V30 Pro Specification
Category | Specifications |
---|---|
Display | 6.79-inch, AMOLED Screen |
1260 x 2800 pixels | |
453 ppi | |
HDR 10+, Ultra Slim 3D Curved Display, 2160 Hz PWM | |
144 Hz Refresh Rate | |
Punch Hole Display | |
Camera | Triple Rear Camera: 64 MP + 12 MP + 8 MP with OIS |
4K UHD Video Recording | |
Front Camera: 50 MP | |
Technical | Mediatek Dimensity 9000 Chipset |
3.05 GHz, Octa Core Processor | |
12 GB RAM + 12 GB Virtual RAM | |
256 GB Inbuilt Memory | |
Connectivity | 4G, 5G, VoLTE |
Bluetooth v5.3, WiFi | |
USB-C | |
Battery | 4800 mAh Battery |
100 W FlashCharge | |
Extra | No FM Radio |
No 3.5mm Headphone Jack | |
Not Water Proof |
Vivo V30 Pro Display
Aapko Bata de ki Vivo V30 Pro Ka display apne price ke hisab se bahut hi jabardast diya hai, Vivo V30 Pro ka 6.79-inch, AMOLED Screen diya hai, Vivo V30 Pro Phone ka 1260 x 2800 pixels diya hai, phone mein 453 ppi, 144 Hz Refresh Rate diya hai. Jo phone smooth chalne mein madat karta hai. Bezel Les ke sath Punch Hole Display diya hai.
Vivo V30 Pro Camera
Vivo V30 Pro mein agar camera ki baat kare toh, toh isme aapko Triple Rear Camera: 64 MP + 12 MP + 8 MP with OIS mil jata hai, primary camera ke sath 4K UHD Video Recording kar sakte hai, toh front camera ki baat kare toh isme aapko 50 MP dekhno mil jayega.
Vivo V30 Pro Processor
Vivo V30 Pro mein company ne processor Accha khasa lagay hai, iss phone mein aapko Mediatek Dimensity 9000 Chipset ke sath 3.05 GHz, Octa Core Processor mil jata hai, iss phone mein apko 12 GB RAM + 12 GB Virtual RAM or 256 GB Inbuilt Memory rahne vali hai. Yeh phone 5G ko support karta hai.
Vivo V30 Pro Battery
Apko bata de ki Vivo V30 Pro smartphone mein apko iss phone mein 4800 mAh ka bada battery life dekhno mil jayega toh vahi charge karne ke liye 100 W Flash Charge C type ke sath dekhno mil jayega iss phone ko 100% charge hone mein 10 se 20 minutes lag sakta hai. Or aap Aram se 8 se 10 ghata use kar sakte hai.