Site icon Tej Babas

iPhone iOS 17.2.1 Update Problem | iPhone Users Ko Problem Aa Rahi Toh Yeh Trick Follow Karo

iPhone iOS 17.2.1 Update Problem

iPhone iOS 17.2.1 Update Problem : iPhone kuch din Pahile iPhone users ke liye ek Naya os update jari kiya tha, iss update ka maksat iPhone ki battery problem ko thik karna tha, halaki isse user’s ki problem or badh gai hai.

iPhone iOS 17.2.1 Update Problem

Apple ne iPhone users ke liye pichle saal iPhone iOS 17.2.1 Update jari kiya tha, iss update ko company ne battery ko thik karne ke liye jari kiya tha, lekin isse user’s ki problem or badh gayi hai, Darsal iPhone iOS 17.2.1 Update karne ke baad Kai users ko calling or internet connection mein problem aa raha hai, ek User ne apply ke support community page par likha ki usne hal hi mein apna phone naye os par update Kiya, iske baad se hi phone se network gayab ho chuka hai.

User ne iPhone ko restart karke bhi check Kiya lekin phone network ke sath connect nahi huva, support page user ne likha ki, usne iPhone par salo varsh bharosa kiya lekin aab lagta hai yeh aage nahi rahne vala hai.

Iss tarike ki problem or bhi Users ne support page par likhi hai, apple ki taraf se kaha gaya ki iPhone iOS 17.2.1 Update release note mein kaha gaya ki yah update important buck ko fix karta hai, Halaki Japan or chine mein release kiye gaye iss update note mein company ne likha ki, new update battery ko fix karta hai, update ke baad Kai users complent bhi kar rahe hai, ki unki battery problem aabhi tak thik nahi Hui hai, or sath mein new problem jud Gayi hai.

iPhone iOS 17.2.1 Update Problem Hai To Yeh Trick Follow Karo

Phonearena support ke mutabit, apple iss problem ko 17.2.2 ya 17.3 update ke sath fix kar sakta hai, filhal Jin users ko connection ka problem aa raha hai, ve company ke ios 17.3 bita ke sath jud sakte hai, agar aap bita orgen nhi use karna chahte ho toh hamari salaha yeh hai ki app connect network ko restart karke fir connect karni koshish kar sakte hai.

Exit mobile version